Saturday, May 23, 2009

yaar tu mujhse..............

yaar tu mujhse khafa kya hai/mujhe yahi nahi pata meri khata kya hai/ab to maan jaao rootho na mujhse/mujhe itna to bata teri raza kya hai

Wednesday, May 20, 2009

zindagi ki baaho mai.............

zindagi ki baaho mai lagta juala hai/par ushka dil dekho kitna kala hai/humne to bafa ki thi ushse/par ushne to bewafai ka rang sab par uda dala hai

Tuesday, May 12, 2009

mai to tanha tha........

mai to tanha tha sirf tera sahara tha /ab tu bhi rootha koi aur na kinara tha/mujhe to pehle hi thukraya hai zindagi ne/yahan to mera apna bhi paraya tha