chand tanha hai, chandni bikhar jati hai/tanhayee ke samunder mai dil ki kashti takrati hai/jeevan ki jyoti jale suraj ki kiran se/yaado ki lahre har pal umad jati hai/dhadkan to wahi hai, saanse badal jati hai/dhadkan to wahi hai saanse badal jati hai........
No comments:
Post a Comment