Friday, May 06, 2011

mana ghav dard deta hai.....

mana ghav dard deta hai,par ek din zakhm bhar jata hai/mai toot gaya saakh se to kya hua, phir ek naya janm ata hai/aandhiyo ke tanasahi dekhi humne par kaun chahta hai unhe/tum puchte ho kaisa laga tootkar,tera sawal teri besharmi batlata hai......

No comments: