Har din ek jaisa nahi hota,log bhi ek jaise nahi hote/Din badalta hai log badalte hai,khwab badalte hai,jawab badalte hai,nissan bhi ban jate hai kuch aur kuch nissan mit jate hai/Roshni rehti hai kayam jab tak baati jalti hai,kuch samay baad baati bhi bujh jati hai/Jo awaj gunji thi ab talak kaano mai,bikhar jati hai ek hi jhatke mai,Jo aahte thi toot jaati hai takrakar aur jo kadam bade the aage tham jaate hai wahi rukkar...
No comments:
Post a Comment