Friday, October 26, 2012

Waqt ke sath.........

Waqt ke sath mera haal bhi badal jata hai/Jawabo ke sath sawaal bhi badal jata hai/Chaahat to itni hoti hai ki sirf alag dikhu/Chehra badalte hi dil bhi badal jata hai/Ghaav kaisa bhi ho kissi bhi wajah se kyu na ho/Dard to wahi hota bas jagah badal jata hai/Dard to wahi hota bas jagah badal jata hai.....................

No comments: