Tuesday, December 04, 2012

Roj dhundta hu mai apne astitva ko...

Roj dhundta hu mai apne astitva ko kahin mil jaye/Kabhi khud ke ander jhankta hu/Kabhi Tujhme talsahta hu/Tu hai har waqt hai yahi suna hai ab tak/Mere jeevan ki paribhasha kya hai samajhna chahta hu/Abhi talaash adhuri hai/Zindagi ki poornta poori hogi,khud ke astitva ko jaankar.......

No comments: